• Submit your recipes
  • Chefs
  • Video Recipes
  • Tips & Tricks
  • Achar, Chutney & Sauces
  • Roti,Nan,Chapati & Paratha

Urdu Cookbook

Pakistani Recipes In Urdu

  • Chicken
  • Mutton
  • Fast Food
  • Beef
  • Sea Foods
  • Chinese
  • Veggie/Daal
  • Desserts
  • Appetizer
You are here: Home / Appetizer / Chatpati Chana Chaat Recipe In Urdu
Chatpati Chana Chaat Recipe In Urdu

Chatpati Chana Chaat Recipe In Urdu

June 18, 2016 By Master Chef

Chatpati Chana Chaat Recipe In Urdu
2016-06-17 03:03:30
Serves 2
Write a review
Save Recipe
Print
Prep Time
10 min
Cook Time
20 min
Total Time
30 min
Prep Time
10 min
Cook Time
20 min
Total Time
30 min
Ingredients
  1. 2 Cup Boiled Channa
  2. 1 Boiled Aloo
  3. 1 Timatar slices kar lain
  4. 1 Tsp Zeera Powder
  5. 2 Tsp Lal Mirch Powder
  6. Namak hasbe zaiqa
  7. Chuntey hasbe zarurat
  8. 2 Piyaz Slice kar lain
  9. Imli ki chutney
  10. Hari Chutney
  11. Raita
Instructions
  1. Sub se phele safaid chanay ubal kar kisi pan mein namak, pisi laal mirch, zeera powder dal kar halka mix kar lain.
  2. 1 tbsp pani daal kar isko wet/geela kar lain uske baad ubly huy aloo ke pieces karke is mein mix kar lain.
  3. Uske bad isko thora steam karke.
  4. Kisi bowl mein nikal lain.
  5. Slices hui piyaz, timatar aur podina shamil kar dain.
  6. Usky bad Imli ki chutney, raita aur hari chutney ki topping karke serve karain.
  7. Imli ki Chutney: Imli ke beej nikal kar, pani shamil karke iska pulp patla kar lain uske bad zeera powder, pisi laal mirch, namak/salt aur thori sugar/chinni daal kar boil kar lain itna pakain jitna patla ya garha rakhna ho.
  8. Hari Chutney: Podina, hari mirch, hara dhania, aur adha timatar, lemon juice aur namak shamil karke blend kar lain.
  9. Raita: Dahi/yogurt mein zeera, adrak lassan paste, aur namak shamil karke thora si hari chutney shamil kar den aur chamchy se phent lain.
Urdu Cookbook http://www.urducookbook.com/

Filed Under: Appetizer, Ramadan Special, Veggie/Daal Tagged With: Daal Pakora Recipe In Urdu, Daal Pakoray Recipe In Urdu

لبِ شیریں

لبِ شیریں

Gehun Ka Meetha Paratha Recipe In Urdu

Gehun Ka Meetha Paratha Recipe In Urdu

Jelly Delight Recipe In Urdu

Jelly Delight Recipe In Urdu

Suji Ka Halwa Recipe In Urdu

Suji Ka Halwa Recipe In Urdu

Search

Useful Links

  • About Us
  • Advertise
  • Contact us
  • Home
  • Scholarships
  • Submit your recipes

Copyright © 2022 · Urducookbook.com